Ghaus piya ke noori qadam ka
Rutba hi kuch aisa hai
Sare wali kandhe par uthaye
Talva hi kuch aisa hai
Noore Ali Zahra ki taharat
Hasno Husain ke lakhte jigar
Mere Nabi ka Abdul qadir
Beta hi kuch Aisa hai
Ghaus qutub Abdal jaha par
Jholi pasare Aate hai
Unki sakhavat ka valiyo me
Charcha hi kuch aisa hai
Pas gaye to payi rahat
Door hue to choor hue
Ghaus ka mere is dharti par
Roza hi kuch aisa hai
Chor bane Abdal jaha se
Murde hue pal me zinda
Unki Karamat ka Ae logo
Charcha hi kuch aisa hai
Roz kichocha ki dharti par
Faiz ka dariya baheta hai
Unke karam ka is nagri se
Rishta hi kuch aisa hai
Rutba hi kuch aisa hai
Sare wali kandhe par uthaye
Talva hi kuch aisa hai
Noore Ali Zahra ki taharat
Hasno Husain ke lakhte jigar
Mere Nabi ka Abdul qadir
Beta hi kuch Aisa hai
Jholi pasare Aate hai
Unki sakhavat ka valiyo me
Charcha hi kuch aisa hai
Pas gaye to payi rahat
Door hue to choor hue
Ghaus ka mere is dharti par
Roza hi kuch aisa hai
Chor bane Abdal jaha se
Murde hue pal me zinda
Unki Karamat ka Ae logo
Charcha hi kuch aisa hai
Roz kichocha ki dharti par
Faiz ka dariya baheta hai
Unke karam ka is nagri se
Rishta hi kuch aisa hai
No comments:
Post a Comment