Mera Murshid Ali Maula
Mera murshid ali maula
Mera murshid ali maula
Ali Ali Maula Ali
Ali Ali Maula Ali
Zikre ali neki hai yaro
Hai ye zikre sahaba
Ali Ali Maula Ali
Ali Ali Maula Ali
Nara mar ke Haydar
Panj nara panjatan sa
Lakh naraee haydari
ya Ali.
Nara mar ke Haydar.
Jiye ja... jiye ja
Isme Azam hai ye nara
Haydar jab maidan me Ate
Dushman bhagte sare
Naam ali ka sun ke buzdil
Thar thar kapte sare
Tere muqabil jo aata
dhar jata dhar jata dhar jata
Dabdaba tera aisa aisa
Paida ho kar sabse pahle
Chahera nabi ka dekha
Jab Aqa ne Aap ko chum
Manzar kaisa hoga
Jhum ke dilne kaha
Murshid Murshid mera
Wah kismat tere wah wah
Mahe rajab ki tervi Aee
Din jumme ka aaya..
Kabe me he kiski vilaadat
Sheer khuda ka aaya
Ajj ali hai aaya
Ha aaya aaya. aaya
Murtuza hai laqab jiska
Aaqa ne ankho me teri
Apna luaab lagaya
Khaibar me Aqa ne janda
Haat me tere thamaya
Ek hi baar me
Khaibar khaibar ukhada
Fatehe ali maula
Fatehe ali maula
Shahe marda tere dar pe
Ban ke bhikari Aaun
Tere darki mitti ko mai
Apna surma banaun
Naukri teri karun
Mere murshid maula
Ye hai irfan ka arman
Ye hai irfan ka arman
Mera murshid ali maula
Mera murshid ali maula
Ali Ali Maula Ali
Ali Ali Maula Ali
Zikre ali neki hai yaro
Hai ye zikre sahaba
Ali Ali Maula Ali
Ali Ali Maula Ali
Nara mar ke Haydar
Panj nara panjatan sa
Lakh naraee haydari
ya Ali.
Nara mar ke Haydar.
Jiye ja... jiye ja
Isme Azam hai ye nara
Haydar jab maidan me Ate
Dushman bhagte sare
Naam ali ka sun ke buzdil
Thar thar kapte sare
Tere muqabil jo aata
dhar jata dhar jata dhar jata
Dabdaba tera aisa aisa
Paida ho kar sabse pahle
Chahera nabi ka dekha
Jab Aqa ne Aap ko chum
Manzar kaisa hoga
Jhum ke dilne kaha
Murshid Murshid mera
Wah kismat tere wah wah
Mahe rajab ki tervi Aee
Din jumme ka aaya..
Kabe me he kiski vilaadat
Sheer khuda ka aaya
Ajj ali hai aaya
Ha aaya aaya. aaya
Murtuza hai laqab jiska
Aaqa ne ankho me teri
Apna luaab lagaya
Khaibar me Aqa ne janda
Haat me tere thamaya
Ek hi baar me
Khaibar khaibar ukhada
Fatehe ali maula
Fatehe ali maula
Shahe marda tere dar pe
Ban ke bhikari Aaun
Tere darki mitti ko mai
Apna surma banaun
Naukri teri karun
Mere murshid maula
Ye hai irfan ka arman
Ye hai irfan ka arman
No comments:
Post a Comment